Main Shayar Badnaam
Main Shayar Badnaam
Ho oo Main Chala, Main Chala,
Mehfil Se Nakam
Ho oo Main Chala, Main Chala,
Main Shayar Badnaam
Mere Ghar Se Tumko, Kuchh Saman Milega,
Deewane Shayar Ka, Ek Diwan Milega,
Aur Ek Cheez Milegi,
Tuta Khali Jam,
Ho oo Main Chala Main Chala
Main Shayar Badnaam
Sholo Pe Chalna Tha
Kaanton Pe Sona Tha
Aur Abhi Jee Bhar Ke Kismat Pe Rona Tha,
Jane Aise Kitne, Baaki Chhod Ke Kaam,
Ho oo Main Chala, Main Chala
Main Shayar Badnaam
Rasta Rok Rahi Hai, Thodi Jaan Hai Baaki,
Jaan